Tiger attacking man on elephant
Watch Full Video:..
[sociallocker id=”3012″]Tiger attacking man on elephant by pkvideohub
Video By DAilymotion.com [/sociallocker]
1)sher hamla aek intehai tareeqe se krta hai jo insan insan junglaat mn zindagy guzarte hain aur sher bohat si wajha se insan pr hala kr sakta hai.aur ye daawa krt hain k inhone ne bohat si insani jaane lii hain ba-nisbat barii biliyon k.
2)sb se zyada jaama mutalaa ye hai k kam se kam 373,000 log mar chuke hain sher k hamle k hadse mn aur zyada tar ye hamle south aur southeast asia mn hote hain. agr insaan bohat zyada qareeb ajaye soye hue sher k aur use chonkaa de to wo 100% hamla karega insan py aur use jan s mar dega.
3)aur sher is trhan hi insan py hamla kr sakta hai k us ko shanakht mn galti ho sakti hai k insaan lakriyaan uthane aye yaa ghaass katne aye, aur kbhi kbhi jo ger mulkii jo ghumne ate hain wo bhi sher k bihat zyada qareeb chale jate hain.
4)peter byrnene likha hai is k bare mn k aek indian postman jo apne kam py pedal jata tha bohat salon tk bina ksi takhleef k jahn py sher rehte the.pr ek din wo h pastman bicycle pr apne kam pr ja rha tha to jald hi bohat sare sher is k piche lg gaye.
5)aur jo bangladesh k sher hote hain wo bohat hi khubsurat jungle mn rehte hain aur us haseen jungle ko ‘SUNDARBANS’ kaha jata hai, jo india k border pr hai banladesh ka jungle. aur ye har saal 50 se 60 insan ki jan le lete hain hr saal.
6)aur taqreeban 100 sher is bare-sageer rehte hain.aur jo insanon ka kill rete tha wo bohat hi gathtaa ja rha tha q k wahan ki management ne bohat si techniques isteaal ki aur wo kar-amad bhi saabit huin ,aur ab sirf kam se kam 3 insani jaane jati hain hr1 saal mn.
7)jo chowgarh k sher hote hain wo ek sath insan ki jori ko shikaar kr k khate hain jo bengal k jungle mn paye jate hain, aur jo bari umr k shert hote hain aur jo sher k bache hote hain jin ko cub kaha jata hai wo 5saal k arse mn 64 logon ki jan le lete hain eastern kumaon division mn hai jo k uthrakhand mn northern india mn hai.
The post Tiger attacking man on elephant appeared first on 2 Urdu.